Mehndi ki raat aayee,
mehndi ki raat
mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haath
Khushioun bharey,
armanon bharey,
mehndi taley
armanon bharey,
mehndi taley
Kayee sapnon ko sab sey chuhpayey howey,
sharmayey howey
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee gayey eik mehfil,
rangon bharee us mehfil mein
Khushbo thee haatoun mein,
jadoo tha chehroun pey
Ankhoun mein tha eik nasha
hooo ankhoun mein tha eik nasha
Humney to aisa nazara khabhee
kaheen dekha na tha Khabhee socha na tha.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee miley eik khushbo sey, baatein hoween eik jadoo sey
Baatoun meinj baat barhee janey kub raat dhalee
Dono mehkney lagey haaaiii dono mehkney lagey
Dholak ka shour raha sargoshioun ko dubayey howey
Sab chuhpayey howey.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haath..............
0 comments:
Post a Comment